aalam muskurany ka nah pucho mujh se

عالم مسکرانے کا نہ پوچھو مجھ سے میں اکثر مسکراتا رہتا ہوں درد دل کو چپھا کر aalam muskurany ka nah pucho mujh se mein aksar muskorata rehta hon dard dil ko chupha kar मुझे मुस्कुराने के लिए मत पूछो मैं अक्सर दिल के दर्द से मुस्कुराता हूं

aaj is ne aik aur dard diya to hamein yaad aaya

آج اس نے ایک اور درد دیا تو ہمیں یاد آیا ہم نے بھی تو دعاوں میں اس کے سارے درد مانگے تھے aaj is ne aik aur dard diya to hamein yaad aaya hum ne bhi to duaun mein is ke saaray dard mangay thay आज उसने एक और दर्द दे दिया तो हमें […]

dard chhupa ke Muskrana hi kamaal hai

درد چھپا کےمسکرنا ہی کمال ہے اور ہم اس کمال میں کمال رکھتے ہیں dard chhupa ke Muskrana hi kamaal hai aur hum is kamaal mein kamaal rakhtay hain दर्द छुपा कर मुस्कुराना पूर्णता है और हम इस पूर्णता में परिपूर्ण हैं

harf tasalii to ik takalouf hai warna

حرف تسلی تو اک تکلف ہے ورنہ جس کا درد اسی کا درد باقی سب تماشائی harf tasalii to ik takalouf hai warna jis ka dard isi ka dard baqi sab tamashaayi तसिली अक्षर संकट वर्ना उनका दर्द बाकी सभी दर्शकों का दर्द है

aik tasalsul se barh raha hai tairay pyar ka dard

ایک تسلسل سے بڑھ رہا ہے تیرے پیار کا درد ایک کام کرو اس تسلسل کو مسلسل کر دو aik tasalsul se barh raha hai tairay pyar ka dard aik kaam karo is tasalsul ko musalsal kar do आपके प्यार का दर्द लगातार बढ़ रहा है एक काम करो, इस क्रम को निरंतर बनाओ

is se mohabbat bhi ajeeb qisam ki hai

اس سے محبت بھی عجیب قسم کی ہے وہ درد بھی دے تو درد نہیں ہوتا is se mohabbat bhi ajeeb qisam ki hai woh dard bhi day to dard nahi hota उनका प्यार भी अजीब होता है वह दु:ख भी दे तो भी दु:ख नहीं होता

hum hain ke tera dard chhupa kar dil mein

ہم ہیں کہ تیرا درد چھپا کر دل میں کام دنیا کے بدستور کیے جاتے ہیں hum hain ke tera dard chhupa kar dil mein kaam duniya ke badastoor kiye jatay hain हम आपका दर्द अपने दिल में छुपा रहे हैं दुनिया में चीजें हमेशा की तरह की जाती हैं

kya likhon dard –apne dil ka dard

کیا لکھوں درد اپنے دل کا درد بھی تم دل بھی تم kya likhon dard –apne dil ka dard bhi tum dil bhi tum क्या मैं अपने दिल का दर्द, तुम्हारा और तुम्हारे दिल का दर्द लिखूं?

dard is qader shadeed hai

درد اس قدر شدید ہے قریب ہے اس بار آنسو نہیں روح نکلے dard is qader shadeed hai qareeb hai is baar ansoo nahi rooh niklay दर्द इतना तीव्र है के पास है इस बार आंसू नहीं, हौसला है

Begin typing your search term above and press enter to search. Press ESC to cancel.

Back To Top